DJ Website Kaise banay ?

Hay Friends Aaj Ka Aartical Aapke Liye Saandaar Banne Bala Hai Demotitle:- Dj Website Kaise Banay ? Aap Bhi Bechen Honge Dj Website Kaise Banaya Jata Hai ? Aapne Bhi Dj Website Ko Kisi Ko Paisa Dekar Banvaya Hoga Yaa Aapne Bahut Adhik Paisa Kharch Kiya Hoga Fir Bhi AapkA Acha Website Nahi Banaya Hoga Ya Fir Aapko Usne Website Banake Nahi Diya Ho Aapne internet par bahut se aarticals ko reads kiya hoga tab bhi aapke samaj nahi aaya hoga to aap ek dum right blog par aartical ko read kar rahe hai aap jaante hi honge mai aapke liye ish blog par Trusted aarticals hi publish karta hun aur mai apni taraf se kosis karta rehta hun ki mere dwara publish kiya gaya har aarticals aapke liye helpfull bane rahe Mai Niteshkumar ish blog ka owner and writer aap sabi ka ish New aartical mai swagat karta hun aap mere sath janenge Demo:- dj website kaise banay ? Aapke man mai yeh vichar aa raha hoga:- kya dj website free mai nahi banai ja sakti ? Ha friends dj Website FREE mai banai ja sakti only free Hosting par kuch aisi bhi Hostings hoti hai jis par hume Website Bullding karne ka paisa years ke hisab se Payout karna hota hai mai to aapko free Hosting par dj Website banane ke bare mai bataunga jis par aapko ek paisa bhi Payout nahi karna hota hai aur sath hi sath aap apne name se dj website bana sakte ho Apna khudka Dj Website banane ke liye aapko mere jariye batay gaye step ko Follow karna hoga jab hi aap apna khudka 100% free mai dj Website bana sakte hai :::Dj Website Kaise banay?::: Aap sabi Readrs ko batadu dj Website banana bahut hi simple hai aap khud bhi ache owner ban sakte hai Aao jaane dj Website banane ke baar mai Sabse pehle aapke paas ek Gmail account hona Important hai kyoki Gmail Accounts ki help se hi Websites ko banaya jata hai Agar aapke paas Gmail Account hai to aap inh steps ko Follow Kar sakte ho Agar aapke paas Gmail Account nahi hai to aap apna Gmail Account banake inh steps ko Follow kar sakte hai
:::Step:-1::: Aapko apne phone ke Google Search Box mai Wapkiz.com Type karna hai fir search karte hi first result title name wapkiz.com par open kar le Website ko open karte hi Register ke option par open karle open karne ke baad
 :::Step:-2::: Is step mai aapko 5 empty box ko apni information ko apne anusaar bharna hai ab ek box rehta hai uspar sahi ka nisaan lagana hota hai ab aapko create now ke option par click karna hai ab aapke phone screen mai next page load ho jayega
:::Step:-3::: Ab aapko first box mai apne Website ka name dalna hai djexmaple ab niche diye gaye create now ke option par click kare aapke click karte hi aapka DJ WEBSITE create ho jayega wo bhi bina paisa kharch kiye Aur jaise aap website banate jaoge waise hi aap ache owner ban jaoge Agar friends aapse website nahi banpati hai to aap bejhijak hokar humse comment ke dwara contact kar sakte hai hum aapko website banake denge Dosto aartical ko yehi par samapt karte hai to dosto kaisa laga yeh aartical niche comment karke bataye aartical ko read karne ke liye aap sabi ka dhanyewaad Agar aap chahay to friends aap is aartical ko apne friends ke liye social media par share kar sakte hai

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ